Kya Islam “Chapti Dharti” Ko Maanta Hai?

Aaj kal kuch log social media par yeh da’wa karte hain ke Zameen asl mein gol nahi, balki “chapti” hai – yani flat. Aur woh yeh bhi kehte hain ke Islam bhi isi baat ko support karta hai. Phir wo ek sawal uthate hain: “Agar Zameen gol hai to har shakhs Kaaba ki taraf rukh […]
