Kya Science Se Khuda Ka Inkaar Wajib Hai?

Aaj ka modern naujawan science ko har cheez ka meyar samajhta hai. Uske nazdeek har woh baat jo laboratory me test ho jaye, wahi sach hai – aur jo na ho, uska wajood hi nahi. Lekin jab baat khuda ke wajood par aati hai, to kya yehi scale apply hota hai? Ya fir ek ajeeb […]
Fajr Ki 3rd Rakat Se Jhoot Pakda Gaya: Kya Islam Chhodne Ka Da’wa Sacha Tha?

Zara tasawwur karein: ek shakhs sab ke samne da’wa karta hai ke usne Islam chhod diya hai, lekin jab usse basic se sawaal poocha jaye — “Fajr ki 3rd rakat me kya padhtay hain?” — to wo jawab nahi de sakta. Ye sirf ek sawaal nahi, balki ek litmus test hai. Aaj hum isi misal […]
Kya Secularism Bhi Ek Tarah Ki Kattarta Hai?

Aaj ka duniya har taraf se azaadi, insani huqooq, aur tolerance ke slogans se goonj raha hai. Magar jab kisi shakhs ko apne mazhab ke mutabiq jeene ka haq diya jaye to wahi so-call “liberal” tabqay uske khilaf khada ho jata hai. Yeh ek ajeeb si contradiction hai: jis ideology ka dawa tolerance ka hai, […]
Kya Nabi ﷺ Technology Ke Daur Me Aate To Islam Zyada Phelta?

Sochiye agar aaj ke digital daur me, jab har shakhs ke haath me smartphone hai aur har cheez viral ho sakti hai, kisi nabi ka zahoor hota… kya uska paighaam zyada tezi se failta? Yeh sawal bohat se logon ke zehan me aata hai, khaaskar jab Islam ka daawa hai ke Nabi Muhammad ﷺ duniya […]
Kya Mufti Yasir Sirf Indian Muslims Se Hi Baat Kar Sakte Hain?

00:00 (2) Reply to Sahil Adeem – Challenge Accepted – YouTube Transcript: (00:00) खर मुझे यह तवको तो नहीं थी साहिल अदीम से कि वह इंसान का बच्चा बनकर जवाब देंगे तो बजाय इसके कि वह मेरे दलाल का जवाब देते वो शॉर्ट वीडियो ही थी शायद एक आध मिनट की थी कि जिसमें वह […]
