Kya Liberal Nizam Insaf Par Mabni Hai? Islami Hukoomat Ka Jawab

Kya Liberal Nizam Insaf Par Mabni Hai? Islami Hukoomat Ka Jawab

Aaj ke dor me jab duniya bhar ke mulk democracy aur liberal constitutionalism ko apna chuke hain, to ye sawal uthta hai: Kya ye nizaam waqai sab se behtar hain? Kya inme har fard ko barabar ke huqooq milte hain? Aur kya Islam ka apna hukoomati nizaam outdated ya zalimana hai, jaise aksar log samajhte […]