Kya Qur’an Ka Na Jalna Mo’jiza Hai?
Sochiye: ek plane crash hota hai, sab kuch jalkar raakh ho jata hai, lekin Qur’an ka ek nuskha bilkul mehfooz rehta hai. Aam log isay dekh kar hairaan ho jaate hain aur kehte hain: “Wah, kya mo’jiza hai!” Lekin kya waqayi ye Qur’an ka mo’jiza hai? Kya ye Islam ke sachche hone ka saboot ban […]
