Kya Islam “Chapti Dharti” Ko Maanta Hai?

Aaj kal kuch log social media par yeh da’wa karte hain ke Zameen asl mein gol nahi, balki “chapti” hai – yani flat. Aur woh yeh bhi kehte hain ke Islam bhi isi baat ko support karta hai. Phir wo ek sawal uthate hain: “Agar Zameen gol hai to har shakhs Kaaba ki taraf rukh […]
Fajr Ki 3rd Rakat Se Jhoot Pakda Gaya: Kya Islam Chhodne Ka Da’wa Sacha Tha?

Zara tasawwur karein: ek shakhs sab ke samne da’wa karta hai ke usne Islam chhod diya hai, lekin jab usse basic se sawaal poocha jaye — “Fajr ki 3rd rakat me kya padhtay hain?” — to wo jawab nahi de sakta. Ye sirf ek sawaal nahi, balki ek litmus test hai. Aaj hum isi misal […]
Engineer Mirza’s Misinterpretation of Iddah in Surah Talaq Ayah 4

OBJECTION EXPLAINED – Engineer Mirza’s Misinterpretation of Iddah in Surah Talaq Ayah 4 Ex-Muslim ya atheist circles ka ek objection hai ke Surah Talaq Ayah 4 mein un ladkiyon ka zikr hai jo abhi tak haiz se nahi guzri, aur yeh Islam me child marriage aur uske baad talaq aur iddah ki tasdeeq hai. Engineer […]
Kya Mufti Yasir Sirf Indian Muslims Se Hi Baat Kar Sakte Hain?

00:00 (2) Reply to Sahil Adeem – Challenge Accepted – YouTube Transcript: (00:00) खर मुझे यह तवको तो नहीं थी साहिल अदीम से कि वह इंसान का बच्चा बनकर जवाब देंगे तो बजाय इसके कि वह मेरे दलाल का जवाब देते वो शॉर्ट वीडियो ही थी शायद एक आध मिनट की थी कि जिसमें वह […]
Ladies always win the argument even if they are wrong | Dr. Mufti Yasir Nadeem al Wajidi

OBJECTION EXPLAINED – Kya Islam Insaniyat Ke Khilaaf Hai? Ek ex-Muslim female objector ne debate me kaha ke wo kisi bhi religion me believe nahi karti — na Islam me, na kisi aur me. Uska kehna tha ke wo sirf “humanity” ko follow karti hai. Jab Mufti Yasir ne usse pucha ke kya Islam humanity […]
Allah ki Wujud ka Proof Duniya Me Kyun Nahi Deta?

OBJECTION EXPLAINED – Allah ki Wujud ka Proof Duniya Me Kyun Nahi Deta? Ek objector ne kaha ke agar Allah waqai hai, to uska koi real-world proof milna chahiye. Usne kaha ke agar woh kisi aur religion ka God ya spiritual leader maanta hai (jaise Gautam Buddha), aur woh koi achha kaam kare, to uske […]
Fake Prophet ka daawa: roohani tajurba ya self-made drama?

OBJECTION EXPLAINED – Fake Prophet ka daawa: roohani tajurba ya self-made drama? Is video me ek banda apne aap ko Allah se connected “divine soul” declare karta hai, aur apne aap ko Nabi jaisa maqam dene ki koshish karta hai. Uske daawaat, roohani mulaqat, aur wahy jese claims ka asar logon par emotional hota hai, […]
Kya Prophet Muhammad ﷺ ne gunah kiya tha?

OBJECTION EXPLAINED – Kya Prophet Muhammad ﷺ ne gunah kiya tha? Ek atheist/ex-Muslim ne objection uthaya ke Quran me Surah Fath ki ayat no. 2 me likha hai ke “Allah ne aapke agle aur pichhle gunaahon ko maaf kar diya.” Is par unka kehna tha ke agar Allah maafi de raha hai to iska matlab […]
