Kya Islam Insaan Ki Paidaish Mein Bhi Insaaf Karta Hai?

Zindagi mein kuch sawalat dil ko chhoo jaate hain. Aise sawalat jo sirf zehni behas nahi hote, balki insaan ke jazbaat, dukh aur soch ko choo kar guzarte hain. Aik aisa sawal hai: “Agar Allah insaaf karne wala hai, to koi bachpan se loola, andha ya bemaar kyun paida hota hai?” Kya yeh na-insaafi nahi? […]
