Kya Modern Morality Waqai “Progress” Hai? Morality In Islam

Kya Modern Morality Waqai “Progress” Hai? Morality In Islam

Muqaddima Morality In Islam: Sochiye ek shakhs kehta hain: “Main kisi bhi cheez ko absolute truth nahi maanta.” Magar agle hi jumlay mein keh deta hain ke “Insaf ek aisi value hai jo sab zamanon ke liye sahi thi.” Kya ye contradiction nahi? Aaj ka liberal secular narrative kahta hai ke morality evolve hoti rehti […]

Kya Secularism Bhi Ek Tarah Ki Kattarta Hai?

Kya Secularism Bhi Ek Tarah Ki Kattarta Hai?

Aaj ka duniya har taraf se azaadi, insani huqooq, aur tolerance ke slogans se goonj raha hai. Magar jab kisi shakhs ko apne mazhab ke mutabiq jeene ka haq diya jaye to wahi so-call “liberal” tabqay uske khilaf khada ho jata hai. Yeh ek ajeeb si contradiction hai: jis ideology ka dawa tolerance ka hai, […]

Kya Research Se Hidayat Mil Sakti Hai?

Kya Research Se Hidayat Mil Sakti Hai?

Aaj ka naujawaan aksar apne aap ko “religious researcher” kehkar introduce karta hai. Kehte hain ke wo sabhi mazhabon par ghoro-fikr kar raha hai—Bible bhi padha, Gita bhi samjhi, aur Quran ki tafsir bhi dekhi. Lekin sawaal ye hai: kya yeh sirf kitaabi research hidayat ke liye kaafi hai? Kya sirf comparison aur study se […]

Kya Science Ne Khuda Ke Wujood Ko Jhutla Diya Hai?

Kya Science Ne Khuda Ke Wujood Ko Jhutla Diya Hai?

00:00 Transcript: (00:00) कॉस्मोलॉजिकल आर्गुमेंट यह है कि क्योंकि काज हर काज का इफेक्ट होता है ठीक है और यूनिवर्स एक इफेक्ट है तो इसका काज होना चाहिए और इसका काज गॉड है ठीक है नहीं य तो नहीं कला कॉस्मोलॉजिकल आर्गुमेंट नहीं हैय आपसे किने क [संगीत] दिया लास्ट कॉलर हमारे हैं हाउ डू […]

Kya Nabi ﷺ Technology Ke Daur Me Aate To Islam Zyada Phelta?

Kya Nabi ﷺ Technology Ke Daur Me Aate To Islam Zyada Phelta?

Sochiye agar aaj ke digital daur me, jab har shakhs ke haath me smartphone hai aur har cheez viral ho sakti hai, kisi nabi ka zahoor hota… kya uska paighaam zyada tezi se failta? Yeh sawal bohat se logon ke zehan me aata hai, khaaskar jab Islam ka daawa hai ke Nabi Muhammad ﷺ duniya […]

Kya Artificial Intelligence Se Islam Ko Khatra Hai?

Kya Artificial Intelligence Se Islam Ko Khatra Hai?

Har zamana apne saath naye challenges le kar aata hai. Aaj ka challenge Artificial Intelligence (AI) hai – ek aisi technology jo sirf insani kaam nahi karti, balke insani soch aur faislay lene ki salahiyat ko bhi chhune lagi hai. Lekin is sab ke darmiyan ek ahem sawal ubhar kar samne aata hai: Kya AI […]