KYA Mulk Ki Wafadari Deen Se Bhi Upar Ho Sakti Hai?

OBJECTION EXPLAINED – Secularism vs Religion: Kis Ki Wafadari Pehle? Ek caller ne secular mindset se objection uthaya ke agar kisi shakhs ne ek mulk ka citizen banne ka oath liya hai, to uski loyalty pehle state ke constitution ke liye honi chahiye — religion ke nahi. Caller ka kehna tha ke jab dono takraate […]
KYA Musalmanon Ka Dukh Islam Ko Jhoota Sabit Karta Hai?

OBJECTION EXPLAINED – Kya Muslim Countries Ki Halat Islam Ke Jhoot Ka Saboot Hai? Ek ex-Hindu agnostic ne objection uthaya ke duniya me 56-57 Muslim countries me se zyada tar financially ya politically weak hain. Natural disasters bhi mostly Muslim regions me hi ho rahe hain. Objector ne kaha ke agar Islam sach hai aur […]
KYA Khajoor Ka Darakht Sach Me Ro Sakta Hai?

OBJECTION EXPLAINED – Kya Khajoor ke Darakht ke Rone ka Waqia Fake Hai? Ek atheist ne ye objection uthaya ke Sahih Bukhari ki ek Hadith me likha hai ke Nabi ﷺ ke liye jab mimbar banaya gaya to jis khajoor ke darakht ke paas wo pehle khutbah dete the, wo darakht rona shuru kar gaya. […]
Deen Me Zabardasti Nahi, To Murtad Ko Qatl Ka Hukm Kyun?

00:00 Transcript: (00:01) ओके चले जी आगे बढ़े हमारे साथ है अली हमजा अलाम वालेकुम आवाज आ लेकम सलाम जी भाई हजरत फिरका वारा सवाल कर सकते प फिरका सवाल का क्या मतलब है इसको रिफ्रेश करता हूं अली हम भा इसको रि करता हजरत क्या मैं निहायत वाहियात और फजूल सवाल कर सकता हूं […]
He Defended Insult in the Name of “Criticism”… Mufti Gave Him a Reality Check!

OBJECTION EXPLAINED – Ameer Haq ki baat insult thi ya sirf criticism? Ek objection uthaya gaya tha ke kya Ameer Haq jaise log sirf “criticism” karte hain ya waqai Islam aur Prophet ﷺ ki tauheen karte hain? Objector ne kaha ke agar Hindu devtaon ke against koi baat kehna insult nahi, sirf criticism hai, to […]
KYA Secularism Waqai Sabse Behtareen Nizaam Hai?

OBJECTION EXPLAINED – Kya secular system Islam se zyada ideal hai? Aik secular-minded objector ne yeh sawal uthaya ke agar secularism har mazhab ko barabari deta hai, to kya yeh Islamic system se behtar nahi? Usne India aur democratic systems ka zikr karte hue yeh point uthaya ke har religion ko practice ki azadi milti […]
KYA Quran Sirf Khajoor Ka Zikr Karta Hai? Mango Ka Kyun Nahi?

OBJECTION EXPLAINED – Mango Quran me kyu mention nahi hai? Ek objector ne sawal uthaya ke agar Quran sab kuch explain karta hai, to mango jaise fruits ka zikr kyun nahi hai? Uska kehna tha ke sirf dates (khajoor) ka zikr milta hai, lekin aam (mango) jaisa fruit — jo India-Pakistan me common hai — […]
KYA Hudood Ordinance Islam Ka Asal Law Hai? Ya Pakistan Ka Ghalat System?

OBJECTION EXPLAINED – Kya rape victim ko gawah na hone par saza mil sakti hai? Atheist/ex-Muslim ne yeh objection uthaya ke agar kisi aurat ka rape ho jaye, aur woh 4 gawah na laa sake, to Islamic law ussi aurat ko zina ka mujrim bana deta hai. Usne Pakistan ke kuch cases ka zikar kiya […]
Engineer Mirza’s Misinterpretation of Iddah in Surah Talaq Ayah 4

OBJECTION EXPLAINED – Engineer Mirza’s Misinterpretation of Iddah in Surah Talaq Ayah 4 Ex-Muslim ya atheist circles ka ek objection hai ke Surah Talaq Ayah 4 mein un ladkiyon ka zikr hai jo abhi tak haiz se nahi guzri, aur yeh Islam me child marriage aur uske baad talaq aur iddah ki tasdeeq hai. Engineer […]
Kya Rasool ﷺ Ke Ahkaam Mahfooz Nahi Rahe, Isliye Unki Itta’at Ab Laazim Nahi?

OBJECTION EXPLAINED – Kya Rasool ﷺ Ke Ahkaam Mahfooz Nahi Rahe, Isliye Unki Itta’at Ab Laazim Nahi? Ek objector ne claim kiya ke Qur’an to mahfooz hai, lekin Rasool ﷺ ke ahkaam (hadith) mahfooz nahi rahe. Is liye Qur’an me likhe huye “Rasool ki ita’at” ke hukum ab hume apply nahi karne chahiye. Usne yeh […]
Kya Prophet Muhammad ﷺ Ko (Nauzubillah) Mirgi Ka Daura Padta Tha?

OBJECTION EXPLAINED – Kya Prophet Muhammad ﷺ Ko (Nauzubillah) Mirgi Ka Daura Padta Tha? Ek ex-Muslim (Sahil) ne claim kiya ke jab Prophet Muhammad ﷺ par wahi nazil hoti thi to unki physical condition mirgi ke daure jaisi hoti thi. Usne yeh bhi kaha ke aise waqiyat ahadith me milte hain jisme aap ﷺ ka […]
Kya Barbie, Malala aur Feminist Propaganda Bachon Ko Gumrah Kar Raha Hai?

OBJECTION EXPLAINED – Kya Barbie, Malala aur Feminist Propaganda Bachon Ko Gumrah Kar Raha Hai? Aaj kal ke media content, khas taur par Barbie jaise movies ko le kar objection ye uthta hai ke kya ye sirf entertainment hai ya inka hidden agenda hai? Objectors aur feminists kehte hain ke Barbie aur Malala jaise figures […]
